05.
mai.n
to aavaaraa shaayar huu.N merii kyaa vaqa'at
ek do
giit pareshaan se gaa letaa huu.N
gahe gahe
kisii naakaam sharaabii kii tarah
ek do
zahar ke saaGar bhii cha.Dhaa letaa huu.N
tuu ke
ik vaadii-e-gulara.ng kii shahazaadii hai
ek bekaar
se i.nsaa.N ke liye vaqf na ho
tere Khvaabo.n
ke jaziro.n me.n ba.Dii raunaq hai
ek a.njaan
se tuufaa.N keliye vaqf na ho
Page |
1 2 4 5 6 7 8 9 10 11 12 13 14 15 16 17 18 19 20 21 22 23 24 25 26 27 28 |